"Aapke mn ke bhav pd leta hu
Fir sochta hun
, likhta hun
Fir aage bdha letaa thu
Aapke dil men jagah banane ki khwahish hai isiliye
Nai nai kavita garh letaa hun.
Shabdon se khelne ka hunar to bachpan men hi aa gyaa tha. Bas khud ko talash nhin pa thaa tha. Ab jn khud ko talash raha hun to sath hi sath tarash rha hun. Is pustak ki rachna meri patni shrimati babita vyas ki prerna se hui hai. Usne mujhe hr kadam pr aage badhne ke liye prerit kiya. Yhi vajah hai ki aaj main kavy sangrah nikalne ke kabil bn ska. Ummid karta hun mere kavy sangrah '.sakshi '
Ko aapka pyar jarur milega."